Tumhe Dillagi Song - RAHAT FATEH ALI KHAN Lyrics

Tumhe Dillagi Song - RAHAT FATEH ALI KHAN Lyrics


Singer RAHAT FATEH ALI KHAN
Music USTAD NUSRAT FATEH ALI KHAN, SALIM-SULAIMAN
Song Writer MANOJ MUNTASHIR, PURNAM ALLAHABADI

Tumhe Dillagi Song - Lyrics

Tumhen dil lagi bhool jani padegi
Haaq ki rahon mein aa kar to dekho
Bulane pe mere na tum na rukogi
Kabhi Allah se dil laga kar to dekho
Hoton k paas aaye hasi kiya majal hai
Dil ka mamla hai koi dilagi nahee

Zakham pe zakham khaa k gi
Apne Lahoo k Ghoot pee

Aah na kr laboon ko si
Iqsh hai ishq hai dillagi nahi
Tumhen dil lagi bhool jani padegi
Haaq ki rahon mein aa kar to dekho
Dil laga kr pata chalega tumhe
Aashiqi dillagi nahi hooti

Kuch Khail nahi hai Ishq ki laag
Pani na samaj yeh aag hai aag
Tumhen dil lagi bhool jani padegi
Haaq ki rahon mein aa kar to dekho
Khoon roolayegi ye lagi dilki
Khail samjo na dilagi dil ki

Yeh ishq nahi aasan, bs itna samaj li jay
ek aag ka dariya hai, aur doob kr jaanaa hai
Tumhen dil lagi bhool jani padegi
Haaq ki rahon mein aa kar to dekho
Wafaon ki hmse tawaqqoo nahi hai
Magar ek baar Aazmaa k to daikho

Zamane ko Apna banakr to daikha
Hamebi tum apna banakr to daikho

Khuda k liye chood do ab yeh parda
rukh se naqab ootha k badi daair hogai
mahool ko tilaawt e Quran kiye huve
Hum na samjhe teri nazroo ka takaza kiya hai
Kabi parda, kabi jalwa, ye tamasha kiya hai
Jaane ja hmse yeh uljhan nahi daikhi jaati
Khuda k liye chood do, ab yeh parda
K hai aaj hamtum nahee ghair koi
Shab e wasl bhi hai Hijab iss qadar kiyun
Zara rukh se aanchal utaha kr to daikho
Jafayen bahhot ki bahooot zulum daaye
kabi ek nigha hey karam is taraf bhee
Hamesha huyve daik kr mujh ko barham
kisee din zara muskura kr to diakho
Jo ulfat mai hr ek sitam hai gawara
yeh sub kuch hai paas-e-wafa tmse warna
sata te ho din raat jis taraha mujh ko
kisi ghair ko, youn sata kr to daikho
agar chay kisi baat pr wo qafa hain
to acha yeh hi hai, tm apni si kar loom
wo mane na mane yeh marzi hai umki
magar unko purnam, mana kr to daikhoo
Tumhen dil lagi bhool jani padegi
Haaq ki rahon mein aa kar to dekho


Post a Comment

0 Comments